Q 1674. Agar kisi jagah kuch saalo tak ba-jamat namaz aur jumah ho to kya us jagah par namaz band karke dusra kaam kar sakte hai?

Quest code (1674)

kya farmate hai ulama e deen is masle mai

q..ek.masjid renewation mai gayi toh masjid commitee ne ek new jaga ko temporary masjid banaye chapra dewar se ab is masjid mai jumma bi hoti hai sab hota hai
ab ek do saal tak is temporary masjid mai namaz waghaira hoti rahi ab jo purani masjid ka marammat ka kam pura hogaya toh is temporary masjid ka kya kare kya ise dosre kam.mai lesakte hai ya nahi.agar jiski jaga hai vo kehta hai meri jaga vapas kardo q k app logo ki masjid ka kam hogaya hai is jaga mai tijarata vagera karoga toh aisa kaisa? or is jage ko tala lagadena kaisa?

Posted in Ask ARC Mufti.