Q 1726. Huzoor (salallahu alayhi wasallam) ko nubuwat kab mili?

Quest code (1726)

Assalamu alaikum

sawal-jab app ki umar 40 saal hui toh allah tala ne apko nabuwat or risalata se sarfaraz farmaya

sarfaraz faramaya ye kehna kaisa
kya iska ye matlab 40 mai nabuwat mili?

karam farmayae?

Posted in Ask ARC Mufti.