Q 1769. Shohar agar apni biwi par zulm kare to biwi ko kya karna chahiye?

Quest code (1769)

Assalamu alaikum wa rahemutullahi wa barkatuhu

Ek shauhar jo apni biwi se baar baar ye kehta ho ke agar humara bacha maujood nahi hota toh main tumhe chodh deta aur biwi par musalsal zulm karta rehta hai,

Is par biwi ke liye sharai hukm kya hai.

Baraahe meharbaani jawab inayat karen ke biwi aisi surat mein kya kare.

Posted in Ask ARC Mufti.