Q 1792. Kya bank ko apna makaan kiraye (rent) par de sakte hai?

Quest code (1792)

Assalamu alaikum

Mera ye Sawaal hai ki Maine apna ek Makaan Finance aur bank walo ko kiraye pe diya hai jinka Sood ka kaam hai to unse Makaan ka kiraya Lena jaiz hai ya nahi ❓

Mohammad Aaqib
Kushinagar.

Posted in Ask ARC Mufti.