Q 1817. Kya kisi hadith ko ek ya do muhaddith zaeef kahe aur dusre sahih to woh hadith zaeef hogi?

Quest code (1817)

Assalamualaikum
Mera sawal hai ki

Zaef hadees ke bare me mukammal taur pe bataye ..
Kya sirf ek muhaddis ne kisi hadees Ko zaef keh diya aur bht se muhaddis ne Hasan kaha ya sahih kaha to us hadees Ko kya Mana jayega .
Zaef hadees aqeede ke mamle me kya qubool hai
Uska kya maqaam hai?

Jazakallah Khair

Posted in Ask ARC Mufti.