Quest code (1848)
Assalamu alaikum
Hazrat mera sawal hai ki
Kuch log aise hote hai jo baat baat per lanat bhejte hai aur ye kahte hai ki iski ye cheeze khana mere liye haram hai
Aur ye kahte hai agar iski koi cheez khayi ya isse baat ki to mujh par lanat hai to aisa kahna kaisa hai?