Quest code (1910)
Assalamu Alaykum Hazrat
Mera Sawaal ye hai ki Kisi Gaon mai jahaa saari basti Ahle Sunnat Wal Jaamaat se taalluq rakhti ho ya yu bhi kahaa jaa sakata hai ki pura gaon tana tan sunni hai aur waha ek community hall ban raha hai balki ban chuka hai aur is hall mai mutvalli ne thoda chanda dusre gaav ke bad-aqeeda vahabi logo se bhi liya hai to kya aesa karna jaayiz hoga aur shariyat mai kya hukm hai?