-
Quest code (233)
Assalamu alaikum
Mera sawal ye hai ki agar koi worker kidar naukri karta ho ya kaam karta ho aur namaz ka waqt ho jaye aur wo namaz padhne jana chata ho par usse pata nahi hai ki uske kapde paak hai ki napak
For eg: electrician , plumber, helper etc
Kya woh namaz par sakta hai ya nahi?
Q 233. Agar ye pata na ho ki kapde paak hai ya napaak to kya Namaz padh sakte hai?
Posted in Ask ARC Mufti.