Quest code (2343)
As salam alaikum mufti Sahab
aksar social media par aise msg chalaye jaate hai k
Agar hamara koi padosi bad mazhab hai ya gair muqallid hai to usko jawab wo khud dega hame uski pareshani mei uski madad Karni chahiye chahe wo Kisi bhi mazhab Ka ho
Agar aapne madad nahi ki to uska jawab aap ko dena hoga kya ye sahi hai?