Quest code (2347)
Ek sawal arz hai kya Sarkar ﷺ ko jo ilme ghaib ata hua to kya sirf bazariya e vahi hi haasil hai??
Kya aap sirf vahi k zariye hi ile ghaib batate hai ya Phir wahi k ilawa bhi Huzur ﷺ ko ilme ghaib ata hua???
Agar yeh aqeeda rakha jaai k vahi k saath saath bina vahi k bhi Huzur ﷺ ko ilme ghaib ata hota hai is par sharai hukm batakar rehnumai farmai.
جزاك الله