Quest code (2363)
Assalamualaykum Mufti sahab. Kya kamar dar Akrab ya koi bhi Akrab ko manna ya uspe amal karna jaiz hain ? Jaise naye kaam ki shuruwat ya nikah karna wagaira.
Aur kya jumma ki namaz se pehle naye kaam kar sakte hain ya jumma baad hi karna hoga? Kya iske liye jumerat ki magrib se rukna hoga?