Q 2395. Kya zaalim kafir hakim ko bad-dua de sakte hai?

Quest code (2395)

Hazrat agar musalman kafiron ko baddua de to kya unhe lagegi? Agar kaafir zaalim hukmara musalmano par zulm kare aur musalman sab milkar unko bad dua dete rahe halak hone ke liye. To kya ye hathiyar apnakar zaalimo ko halakat me daal sakte hai? Jazakallahu khairan.

Posted in Ask ARC Mufti.