Q 244. Ship mein milne wala chicken ya beaf jis par halaal likha hota hai magar yaqeen nahi ki waqae halaal hai ya nahi to kya kha sakte hai?

 Quest code (244)

 HAZRAT MERA SAWAAL YEH HAI K SHIP MEIN JO NON VEG MILTA HAI US PACKET MEIN TO HALAL LIKHA HUA HOTA HAI LEKIN YE CHICKEN YA BEEF WAGAIRA HAMARI NAZAR SE OJHAL THA PATA NAHI HALAL TAREEKE SE ZIBAH KIYA GAYA BHI YA NAHI LEKIN MAI PUCHNA YE CHAHTA HU K KYA HUM WO CHICKEN BEEF KHAA SAKTE HAI KYA? QKI AGAR NAHI KHAAIGE TO BEEMAAR HONE KA ANDESHA HAI AUR SAFAR SAMANDAR MEIN HAI SIRF VEG KHAANE SE ITNI FURTI NAHI MILTI AISE MEIN SHIP MEIN KAAM KARNE WAALO K LIYE KYA HUKM HAI?

AGAR WAKTI TAUR PAR EK TIME KHAAYA JAAI JAISE SIRF LUNCH MEIN AUR RAAT MEIN NAHI MATLAB EK WAKT KHAAYA JAAI LIMITED TAB BHI KYA HUKM HOGA?

جزاك الله

Posted in Ask ARC Mufti.