Quest code (330)
Ek baar Nabi e paak ﷺ baithe the to Aap ﷺ ne farmaya ki jab waldain ko dafnane ke baad un ki qabr par baith kar zikr o azkar karo utni der baitho zitni der ek ount(camel) ko zibah kar ke uska gosht takseem kiya ja sake. Is ka concept kuch islam me hai to Jawab ata farmaye aur ilmi jawab agar buzurgo ki kitab me hai to woh bhi ata kare pehle quran hadees se iska concept de qabr par bathne ka fir ilmi fikhi jawab de