Q 351. 4 rakat wali jamat ke saath namaz mein 1 rakat baaki thi aur maine imam ke saath ek taraf salam pher liya aur phir yaad aaya to khada ho gaya aur ek rakat padh li magar sajda e shaw nahi kiya. kya meri namaz ho jaayegi?

Quest code (351)

Assalamu alaikum

Mera sawal ye hai ki

Agar 4 rakat wali farz namaz mai hum imam kai piche namaz padh rahe ho aur agar pehli rakat chut jaye aur dusri , 3 , 4 rakat imam ke saat mukamal hui ho or hum galti sai imam kai sath salaam 1 taraf fair dai aur achanak yaad aaye aur khade ho jaye aur namaz mukamal kar le . To namaz ho jayegi ki sajda e sahw karna padega?

Plz is maslae ko jara detail mai samjaye .

Posted in Ask ARC Mufti.