Quest code (354)
Naseem khan Allahabad
Agar kisi ko pet ki bimari ke wajah se waju nahi rukta hai to wo namaz kaise padhe
Aur kisi ko peshab baar baar thoda thoda aane ki bimari hai to kya kare
Agar gas baar baar nikalti hai to
In sab soorat me waju jata rahta hai to namaz kaise padha jaye?