Q 413. Company se milne wale transport conveyance milne wale paise mein se agar kuch bach jaaye to kya woh paise company ko lautane hai ya khud kharch kar sakte hai?

Quest code (413)

ASSALAAMO ALAIKUM…

HUZUR 1 SAWAL HAI…

MAI 1 COMPANY ME JOB KARTA HUN OR COMPANY WALE MUJHE GHAR OR COMPANY AANE JAANE KA KHARCHA DETE HAI FARZI TAUR PAR US RAKAM KO 100RS. FARZ KAREN TO AGAR AANE JAAN ME 70RS. KHARCHA HUA TO BAKI 30RS. KYA HUME COMPANY KO IMANDARI SE LAUTANA CHAIYE YA RAKHLENA CHAIYE JAB KI COMPANY WO RAKAM FIXED KARDI HAI OR HUMSE KABHI BHADE KA MUTALBA NAHI KARTI K KITNA LAGA KITNA BACHA TO AB AISI SURAT ME RAKAM LAUTANA CHAIYE YA APNA HISSA SAMAJHKAR RAKH LENA CHAIYE OR AGAR LAUTA BHI DENGE TO WO PAISA COMPANY APNE PROFIT ME RAKH LEGI TO HUM COMPANY K BINA WAJAH NAFA NA CHAHKAR APNA NAFA CHAHE TO KYA HUKME SHARA HAI HAZRAT REHNUMAYEE FARMAYE_

*JAZAKALLAH*

Posted in Ask ARC Mufti.