Q 414. Ek Nek shaks hai jo Quran ki tilawat bohot karta hai magar jab bhi woh tilawat karta hai to usko ye waswasa aata hai ki woh quran par pair rakh raha hai. Aisa kyu hota hai?

Quest code (414)

Assalamu alaikum…

Mufti sahab humara ye sawal hai ki humara dost 5 waqt ka namazi and har waqt Quran ki tilavat karne wala hai lekin unke dimaag mein aisa khayal jab woh quran padte hai to aata hai kI woh quran par nauzbillah pair dalte hai. To us baat par bohot afsos karte hai aur rote bhi to aisa kyu hota hai??…

Quran par pair bohot badi baat hai…

To plz iska jawab jld az jld dijiye…

Posted in Ask ARC Mufti.