Q 428. Sajd e Sahw kaha se sabit hai aur Agar namaz mein ek se zyada wajib chhut jaaye to kya sirf 2 hi sajda e shaw kaafi hai?

Quest code (428)

Assalamu alaykum

Hazrat Mera Naam Shakil Ashrafi hai..

Mera sawal hai ki.

Sawal..1

Sajda e sahw me hum ek baar salam pher ke fir 2 sajde sahw karte hai. Phir tasahhud padhte hai….ye amal kaha se sabit hai…?

Sawal..2

Sajda e sahw me wajib chhut jane me hum sajda sahw karte hai..kya sabhi galti ke liye ek hi tarah se sajda sahw karna hai…?

Rahnumaayee farmaaye

Posted in Ask ARC Mufti.