Quest code (451)
Assalamu alaikum
Hazrat ek sawal hai.
Agar mai kisi ko tohfa bol ke koi saaman du (paisa nahi) aur mere dil me irada ho ki tohfa lene se ye mujhe kaam me himayat karega. To kya is niyat se tohfa dena jayaz hai? Aur aise tohfe dene ke baad kisi ki himayat se jo mera kaam hoga aur mai paise kamaunga, kya wo paisa jayaz hai?