Q 503. Kya le-palak (adopted) bache ke naam ke baad uske asl baap ke badle paalne wale baap ka naam laga sakte hai?

Quest code  (503)

Assalamu alaikum wa rahimattullahi wa barkatahu

Janab mere Badi bahen ko koi aulad nahi hai unki shadi hoke 18saal hogai muje 2 bache hai aur meri ahliya phir se hamela hai to agar bacha ho ya bachi wo hamari BAJI ko Dena bolke irada kareso hai muje malum Karna  tha ke bache ke Naam ke baad valid ka Naam apne bahenoi ka aana Birth certificate pe likhana kaisa hai kyun ki mai meri aulad unke god Dena chah raha hun isme meri ahliya bhi dilse raazi hai baraye meharbani muje malum Karna a hai ki valid ka Naam mere bahnawi ka liksakte ya nahi Shariyat ki Roshni me jawab dijiye mahrbani hogi dua ka talabgar

K.G.D.NAWAZ

Posted in Ask ARC Mufti.