Q 546. Quran ki tilawat karte dauran Sajda e Tilawat aa jaaye to fauran sajda karna chahiye ya baad mein bhi kar sakte hai?

Quest code (546)

Assalaamu Alaikum…

Jab hum Quran Sharif ki Tilawat karte hain tab Paro mein koi SAJDA aajaye to SAJDA usi waqt karna zaruri hota hai ya baad mein bhi Sajda kar saktey hain…

Rahenumai Farmaiye…

Jazak ALLAH

Posted in Ask ARC Mufti.