Q 569. Milad ke juloos mein jaane wale qasr namaz padhege ya poori?

Quest code (569)

Assalm walaykum
12 rabiul awwal ko julus nikalta hai to kya wo safar me shamil hai usme 4 rakat ki jagha 2 hi rakat padhna ho ga ya 4 or safar ka hukum hum par kab nafiz hota hai or agar 4 puri padhe to kya hukum namaz hogi ya nahi or safar me jo humne 4 ki jagha sirf 2 padhi to kya safar ke baad lautne se 4 rakat kaza ki niyat karke padhni hogi

khan Sufiyan mumbai

Posted in Ask ARC Mufti.