Quest code (623)
Assalamu Alaikum
HAZRAT ek sawal hai?
Agar koi aurat yatim ho aur koi rishtedaar na ho to Kya wo koi gair marham ke saath ya kisi group(doston/pehchanwalon) ke saath hajj ya umrah ja sakti hai?
Baraye karam aap jald hi jawab inayat farmaye…
Muhammad Abdullah Qadri