Q 624. Aurtein Sajda kis tarah se karein? Kia un per bhi 7 haddi hi per sajda karna zaruri hai? Jis tarah se mard sajda karte hai, Usi tarah se unko Sajda karna hai?

Quest code (624)

AssalamuAlaikum
Kia farmate hai Muftiyaane kiraam is masle me ke Aurtein Sajda kis tarah se karein?
Kia un per bhi 7 haddi hi per sajda karna zaruri hai?
Jis tarah se mard sajda karte hai, Usi tarah se unko Sajda karna hai?

Bayyano Touajjaro
Abdurrehman AkhtarulQadri

Posted in Ask ARC Mufti.