Quest code (657)
Salaam,
Kya hum Ahle Sunnat wal jamat ki namaz UAE(Dubai,Sharjah) ki masjido ke imaam ke pichhe hoti ya nahi. Agar nahi, to Namaz e jumah ka kia hukm hai. Kya hume namaz e juma ke bajaye Zuhar ki namaz tanha padhni hogi.
Barahe karam Islah farmaye. Jazzakkallah.
Regards,
Taj Mohammed