Q 682. Kya Asr ke baad qasr namaz padh sakte hai?

Quest code (682)

Mujhe poochna hai asr ke namaz ke baad sirf qaza namaz hi padhne ko kaha jaata hai, agar koi masjid mein der se aaye yaani jamat nikal gayi ho toh kya woh nahin padhega ?
Yani Asr ki namaaz ke baad qaza padna kaisa hai?

Posted in Ask ARC Mufti.