Q 683. Aksar buzurg log kehte hai ki magrib ke waqt yaani azaan se kuch der pehle tak kuch khana peena nahi chahiye kyuki us waqt ghar ke murdo ko khana diya jata hai. Iski kya sharie hasiyat hai?

Quest code (683)

سوال

اكثر بزرگ لوگ کہتے ہین کہ مغرب كے وقت یعنی اذان سے کچھ دیر پہلے تک کچھ کھانا پینا نہین چاہیے کیونکہ اس وقت گھر کے مردوں کو کھانا دیا جاتا ہے…اس کی کیا شرعی حيثيت ہے؟؟؟

Sawal:
Aksar buzurg log kehte hai ki magrib ke waqt yaani azaan se kuch der pehle tak kuch khana peena nahi chahiye kyuki us waqt ghar ke murdo ko khana diya jata hai. Iski kya sharie hasiyat hai?

Posted in Ask ARC Mufti.