Q 753. Agar Jamat ka waqt ho jaaye aur istinja ke liye jana ho to pehle istinja jaaye ya jamat mein shamil ho?

Quest code (753)

السلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ
محمد معاذ کاملی مالیگاوں سے
سوال : مغرب کی اذان ہورہی ہے تو ایسی صورت میں طہارت کیلئے جانا کیسا
تفصیل کچھ اسطرح کی مغرب کی اذان کے فوراً بعد جماعت شروع ہوجاتی ہے اور ٹائم کم ہوتا ہے بارہا ایسا ہوتا ہے کی اذان ہوتی ہے طہارت کی طرف جانا ہوجاتا ہے تو کیا جماعت پانے کیلئے اذان ہوتے ٹائم طہارت کیلئے جاسکتے ہیں یا نھی اسکا کیا شرعی مسئلہ ہے ارشاد فرمائیں

Sawal:

Magrib ki Azan ho rahi hai to aisi surat mein taharat ke liye jana kaisa?
Tafseel kuch is tarah hai ki Magrib ki Azan ke fauran baad jamat shuru ho jaati hai aur time kam hota hai. Baarha aisa hota hai ki Azan hoti hai aur taharat ki taraf jana ho jata hai. To kya jamat paane ke liye azaan hote time taharat ke liye ja sakte hai ya nahi. Iska kua sharie masla hai?

Posted in Ask ARC Mufti.