Q 807. Ek peer sahab kehte hai ki 5 waqt ki namaz ek saath raat ko padh lo to adaa ho jaayegi. Kya ye amal sahi hai?

Quest code (807)

Hazrat ek Sufi aur peer hai wo kehta hai ke log samajte hai ke mai namaz nahi padta lekin mai raat me pancho waqto ki namaz padh leta hoon aur wo murido se kehta hai ke aap log kaam ki masrufiyat ki wajeh se namaz nahi padh pate hoto aap log bhi isi tarah padh liya karo. Kya shariyat iski ijazat deti hai?

Posted in Ask ARC Mufti.