Q 811. Agar ghar mein kahi tasweer lagi ho to kya namaz ho jaayegi?

Quest code (811)

Assalamualaikum

Janab ye bataiye ki ghar me namaz padhte hai aur room me kahi Na kahi news paper rakha hota hai jisme tasveer bhi hoti hai insaan ki janwar ki jandar cheez ki to kya namaz ho jayegi ?

Posted in Ask ARC Mufti.