Quest code (853)
Salam Walekum
Aaj ke daur me Aurten kuch kitabe padhne lagi hai Mannat O Muraad puri hone ke liye Aur wo 2 tarike ki kitab hai
1 (11 kitabe ) or 2 (10 biwiyo ki kahani)
Kya iska padhna durust hai kya ye mahfil Shariat ke mutabik kar sakte hai
Jawab jald as jald Aata kare *Jazakallah*