Q 859. Ramzan mein bajamat Witr namaz mein Imam ke peeche Dua e Qunoot padhege ya nahi? Aur Magrib ki teesri rakat mein Imam agar qirat buland awaaz se kar de to kya sajda e sahw karna wajib hoga?

Quest code (859)

1.Hazrat ye bata de ki ramadan mein ba jama’at witr padhte waqt dua-e-kunoot muktadi ko bhi padhni hogi ya nahi?

Aur

2.Magrib ki 3ri raka’at me agar imam zahar se qira’at kr de to sajda-e-sahw wajib hoga kya?

جزاک الله

Posted in Ask ARC Mufti.