Q 873. Jo shaksh roza rakhkar jhut bole to kya wo gunhagar nahi hoga kya uska roza qubul hoga?

Quest code (873)

ASSALAMO ALAIKUM
Mera sawal ye hai ki jo shaksh roza rakhkar jhut bole to kya wo gunhagar nahi hoga kya uska roza qubul hoga?
Hazrat rahnumayi farmayen

Posted in Ask ARC Mufti.