Q 1063. Deobandi aur Tableegi jamat ke baare mein bataye aur Jannat mein aurto ko kya milega?

Quest code (1063)

(01) Assalamu Alaikum w rahmatullah

Sawal: ye deoband kon hai ,kiya ham inke sath meljol rishte dari bana sakte hai, inke aqaed ke mutalluq batade .
Aor tabligi jamaath ke mutalluq bhi batade .Inke kiya Aqaed hote hain ,inki jamaatao me jaya sakt hai.
Deoband o tabligi jamaath k ulama bayaan to sunniyao ki tarha hi ache ache bayan karte hain.
Kiya inke bayanath ko sunke inpar amal jayez hai. unko follow karna kaisa ..
Inke aqaed Bataye
Barayr maher bani jawab irsaal kare.

JAZAKALLAH HU KHAIRA

(02) Assalaamu Alaikum wa rahmatullah

Kya jannati auratao ko ALLAH tabarak o Ta’ala ka deedar hoga?

Kiya jannati aurate moti, yaqoot, marjaan,o mushq ke tilao o takhtao par bithai jayengi

Kiya jannati auratao ko jannath k bagaath o bazaar ki saer karwai jayegi?

Baraye maherbani quraan o ahadees ki roshni me jawab irsaal kare.

Posted in Ask ARC Mufti.