Q 1214. Kya tabligi jamat ki masjid mein namaz padhe se gunah hoga aur kya jamat mein shamil na hoge to gunah hoga?

Quest code (1214)

As salamu alaikum wa rahmatullahi w barkatuhu

Qabil-e-sad ahteram Mufti sahab

Allah ta’ala se ummid hai k aap khairiyat se honge.

Hum jahan job karte hai wahan ki masjid (kattar/pure) tablighi jamat walon ki hai…..hum wahan namaz to padhte hai mgar jamat ke sath nhi padhte jamat hone ke baad apni munfarid(akele) padhte hai….tablighi log kahte hai ki jamat ke sath namaz padho jamat ka sawab bahot ziyada hai..aur jamat tark krne ka bahot gunah hai….hamara aap se sawal ye hai..

Sawal :-

1) kiya tablighi masjid mein jamat se namaz na padhne ka gunah milega….

2) kiya jamat ke sawab se mehroom rahenge..

Allah hafiz
As salamu alaikum

Posted in Ask ARC Mufti.