Q 1240. Agar koi gardan mein dard ki wajeh se sajda na kar sake to kya woh pehli saff mein jamat ke saath shamil ho sakta hai ya saff ke aakhri kinare par khada hoga

Quest code (1240)

Kaya farmate hai muftiyane karam k zaid ki gardan me taqlif hai jis ki wahjah se woh sajda nahi kar sakta magar ruku karta hai zaid jab jamat me paheli saf me naib imam k bazu namaz ada ki namaz k baad naib imam ne us se kaha k aap ko side me namaz ada karni chahiy aap ko taklif hai hame nahi
Kaya naib imam ka salam pherne k fauran baad is tarah kahena thik hai woh bhi is tarha k aas paas k muqtadi us shakhsh ko dekh rahe ho
Agar zaid side me namaz padhta hai aur saf puri nahi hoti to kaya zaid ki namaz jamat se ho jayegi

Hamid ashrafi nasik
Jitna jald mumkin ho jawab inyat farmaye

Posted in Ask ARC Mufti.