Q 1406. Kya ungli se pair ke panjo par kalma wagairah likh sakte hai?


Quest code (1406)

Asslamualikum wa rehmatullahi wa barkathu

Mufti sahab mai aap sey ek sawal ki guzarish karti hoon quran aur hadith ki roshni mai kisi ne mujhy kaha pair k panjy par panjy k pass ya panjy k upar us par haath se kalma muhammad likh kar ussey phookne se jo pair mai takleef hai woh khatam hojati hai mai kalma padh kar phook toh sakti hoon par mera man nahi maan raha hai k mai apny haath sey kalma likhny sey be adabi hogi kiya yeh baat sahi hai ya nahi aap mujhy bataiye mai aap k jawab ki muntazir hoon jazakallah khair allah hafiz

Posted in Ask ARC Mufti.