Quest code (1619)
Assalamu alaikum warahmatullahi wa barkatuhu
Mai sayed Junaid Karim ashrafi.
Bihar Begusarai zile se hun .
Mere muhalle mein log bohot gumrahi hone ki wajeh se bad aqida ho gaye yani deobandi aqeede ke ho gaye
Is haalat mein deobandi imam ke peeche namaz rab ki bargah mein qubool hogi. Agar hum deobandi imam ke piche namaz Adaa na karke apne ghar ke kisi jagh mein ibadat gaah bana kar namaz ada kare to kya ye ibadat Rab ki bargah mein qubool hogi .
Meharbani karke quraan or hadith ki roshni mein hume jawab batye taki mai Apne aqeede ke mutabiq Rab ki bargah mein ibadat kar sake