Quest code (1719)
Asslamualeykum warahmatullahi wabarakataho
Bahut sare Sunni musalmaan bhai wahabiyon ke piche namaz padate hain
(1) ya to koi majbori ke tehat jaise arab country me total wahi h ya koi aisi jagah jahan sunniyon ki masjid nhi to unke liye kiya hukm hai?
,(2) bahut sare sunni bhai ko malum hai phir bhi wo namaz unke piche padhate hain unke liye kiya hukm hai quran o hadis se jawab inayat farmaye