Quest code (1757)
Assalamu ‘alaikum
Gazwe ohad mei’n Pyare Aaqa ﷺ ke dandane Mubarak jab Shaheed hue to Ye baat jab Hazrat Awais Karni Radiallaho ta’ala anhu ko malum Hui to Apne bhi apne dant Mubarak Shaheed kar diya?
Iss hadees e paak ka hawale ke saath wazahat farmaye.
Ye ek video ka link hai Jahan pr ye Hadees Ko galat bataya ja rha hai