Q 1774. Kya ghar mein TV lagana jaiz hai?

Quest code (1774)

Asalaamu alaikum hazrat kya ghar me TV laana jayez hai,,? Matlab kisi ka kehna hai ke bachoun ko cartoons wagaira batane ke liye aur jab bache barde hojaye tou unko dunya ke hisaab se chalne ke liye TV dikhana jayez hai?

Posted in Ask ARC Mufti.