Quest code (2172)
Assalamualaykum
Mera sawal hai
Humare yaha jab mayyat ho jati hai tab Shijra shareef mayyat ke saath daala jata hai. Iska shariat se hukm kya hai ? Aise kyu kiya jata hai aur kya ye daalna zaruri hai ? Usi tarah se Ahad naama bhi daala jata hai ?
Iske baare me aap zara roshni de.
Jazak Allah