Quest code (2198)
Kya farmate hai Muftiyaan e kiraam ki Taziya banana aur juloos ki shakl mein nikaalna kaisa hai?
Aur Murawajja Taziyadari aur Taziyadari mein kya farq hai?
Aur Sarkar Aala Hazrat ka Taziyadari par kya mauqif hai?
Tafseeli wazahat farmaye..