Q 220. Wahabi Ahle hadees ki masjid ke bahar Ahle sunnat wa jamat likhte hai to kaise pehchane ki ye Majid Ahle hadees ki hai aur Ahle hadees bhi khud ko sunni bolte hai. aise mein hum kya kare aur kya Ahle kitab se nikah jaiz hai?

Quest code (220)

Assalamualaikum Hazrat

SAWAAL 1.

Bahot SarI Ahle hadees jamat kI Masjid ke name plate par Masjid ke naam ke sath Ahle-Sunnat Wal Jamaat likha Huwa hai. Aisi Jagah hum kaisa Pata lagaye k ye Masjid Sunni jamat ki hai ya Gair Muqallid ki aur Wo log Apne ko Sunni kahte hai to Aise waqt me hame (AhleSunnat Wal Jamaat) ke liye kya nasihat hai?

SAWAAL: 2.

Kya hum Musalman dusre Ahle kitab (Jaisa ki taurait, zubor, injeel) ke manne Wali ke sath bagair mazhab badle Nikah kar sakte hai? kya ye Jaiz hai?

Posted in Ask ARC Mufti.