Quest code (2386)
Sawal
State govt se anaj (chawal) Diya jata hah logo ko…aur log us chawal ko paiso k liye bech dete hai……aur jo chawal govt deti hai wo usko istemal karne ko deti hai lekin log bech dete hai…kya aisa chawal khadrid sakte hain…aur govt k nazar me ye chawal bechna na qanun k khilaf hai….
Kya ham us chawal ko kharid sakte hai….aur jo paise milte hai bechne par kya wo paise halal hai ya haram
hukumat k nazdeeq jo bhi
Cheez bechna qanun k khilaf ho Kya us cheez ko kharid ya bech satke hai..?
Jazakallah