Q 246. Ahle bait ke liye (alayhis salaam) “علیہ السلام” ka istemaal karna kaisa?

 

 

  Quest code (246)

SAWAL:                     

Zaid kehta hai ki Ahle bait ke liye (alayhis salaam) “علیہ السلام” ka istemaal bilkul durust aur aqaid wa mamulaat e ahle sunnat se hai aur daleel Surah Namal, Ayat 59 mein warid mazmoon

“وسلام علی عبادہ الذین الصطفی” Pesh karta hai.

Jabki Bakr kehta hai ki ” “علیہ السلام” ambiya ka khaassa hai. Aur iska istemaal gair e Nabi e liye jaiz nahi

Bara e karam masla e haza mein sharie rehnumai farmaye.

Posted in Ask ARC Mufti.