Q 251. 4 Aimah e Araba ke alwaa unke zamane mein aur koi imam the? aur Imam bukhari wa tirmizi wagaira kaun the aur kya woh bhi in 4 imaamo ke muqallid the?

Quest code (251)

Mera suwal hai ki 4 imaam hai jaise ki imam abu hanifa imam shafai imam malik imam ahmad bin hanbal ridwanul Allah alaihe ajmaeen to inke waqt par aur koi v imaam the ki nahi ??? Aur imaam bukhari imaam tirmidhi imaam daud yeh sab kaun the aur hum log kewal 4 imaam ko hi q follow karte hai kiya 4 imaam ko  imaam bukhari  ne ya tirmidhi ne  follow kiya ?? Barai karam jawab ata farma dijiye.

 

Posted in Ask ARC Mufti.