Q 252. Qasr Namaz ke mutalliq sawaal

Quest code (252)

Mera sawal qasar ke mutalliq  hai

Mera liye kya hukum hoga ki main Amroha ma rahta hu family ka sath. pahley 10 saal main Delhi ma rehta tha  uske baad Amroha me shift ho gaya  waha mera apna flat bhi hai to kya jab main Delhi jaon to wahan par  Qasar paru ya nahi.

Bare maherbani hogi

 

 

Posted in Ask ARC Mufti.