Quest code (265)
Asslamulaikum
1. Jumah me jo khutba diya jata hai uska kya matlab hai aur kyu diya jata hai?
2. Mujhe wazu se lekar namaz tak bataiye ke kis tarha se padhna chahiye
3. Huzoor ﷺ ke chacha Abu Talib ne or Aapke dada ne Islam qubul farmaya ya nahi or Aap ﷺ ki wife kitni thi?
Mohammad Yusuf Ashrafi
Moradabad